Episode 14 : Mazaak

Share:

Listens: 4061

Mr. X : Crime Ki Asli Kahaniyan

True Crime


Mazaak-mazaak mein kayi baar insaan kuch hadein paar kar jaata hai. Aur jab woh mazaak paani ki tarah sar ke upar chala jaaye toh usi mein kab doob jaata hai, pata bhi nahi chalta.. Reh jaata hai toh bas afsos! 


Jurm aur afsoos ki yeh kahani, suniye Mr. X ki zubani.


Mr. X, Crime Ki Asli Kahaniyan

Episode 14- Mazaak