True Crime
Ek rishte mein laparwahi.. Aur na jaane kitne logon ne jaan gawai..
Laut aaya hai koi.. Jo saath le aaya hai wo saari yaadein..
Par kaun hai wo jisne di hai Mr. X ki zindagi mein phir se dastak?
Koi apna ya bura sapna? Bichhda sathi ya koi rishtedaar?
Kaun hai iss haadse ke peeche ka asli Gunehgaar?
Laaparwahi se janmi jurm ki ye kahani, suniye Mr. X ki zubani.
Mr. X, Crime Ki Asli Kahaniyan
Episode 21: Laaparwahi